Acne, Pimple Ke Liye homeopathic Medicine
Acne, Pimples puberty ke aane
par normal baat hai. Agar aap ek boy hain ya girl to aapko puberty ke aane par
acne ya pimple zaroor aate honge. Kabhi kabhi kisi ko puberty me bhi pimple ya
acne nahi hote. Agar aapo skin se related koi bhi problem hota hai to aapko
kewal Homeopathy treatment lena chahiye. Homeopathic medicines skin ke liye
best bataye gaye hain. Agar aapko Chote, bade ya pus ke sath pimple ho jate
hain to ye article aapke liye hai. Dr Reckeweg R53 pimple aur acne ke liye
best hai. Aapko acne kaise ho jate hai. Agar aapko neeche diye gaye symptoms
dikhayi dete hain to Aap R53 le.
1.
Ladkiyo ko agar
face par pimple aur acne hain.
2.
Agar Bade size ke
pimple hain.
3.
Pus wale pimple
and acne.
4.
Head par pimple
and acne.
5.
Pimple ke sath
scaling hona.
6.
Chote- chote size
ke bahut se pimple hona.
7.
Impure blood se
acne hona.
8.
Jab pus ki
quantity jyada ho.
Agar aapke acne aur pimple
jyada gambheer ho jate hain. ya upar ke diye gaye points ki tarah pimple hote
hain To aapko Reckeweg ki R53 leni chahiye.
Note: Aapke pimple acne kitne
bhi bade ho jaye, Aap unhe apne nails se kabhi damage na kare. Kyo ki nails se
damaged pimple aksar black color ke daag dhabbe chhod dete hain.
R53 Kaise le:
1.
Agar apke pimple
, acne normal hain to R53 ki 10- 15 drops daily khana khan eke 30 min pahle le.
2.
Agar pus bahut
jyada hai aur khud se hi nikalne lagta hai to aap ise din me 6 se 7 baar le.
3.
Agar pus phir bhi
nahi kam hota hai to R53 ko 4 baar aur sath me R1 ki 10 se 15 drops din me 3
baar le.
4.
Agar aapko pimple
akasar ho jate hain to aise me R53 ke sath R60 ko din me 2 baar 10 se 15 drops
le.
Aapko agar iske alawa koi aur
symptom dikhayi deta hai to hame comment se bataye. Acne pimple(muhase) ke liye homeopathic ilaj ke baare me aapne jana, agar aapko koi aur jankari chahiye to aap yaha search kar sakte hain.
Yah medicine Dr. Reckeweg ke dwara banayi gayi hai. jiske bare me detail se padhne ke liye www.reckeweg-india.com par jaye.
Must Read: Homeopathic Medicine Kaise aur kab le. [Rules]
Hamse judne ke liye Aap hamre news-latter ko join kar sakte hain. Jisse ki hum aapko Email se naye article bhejte rahenge. Aapko hamre article kaise lagte hain hame zaroor bataye aur article ko padhne ke baad share zaroor kare. Kyo ki isse kisi ki help ho sakti hai. Aur aap jante hai hain “ मदद करना एक अदभुद अहसास है ”. To is eke sath main chalta hoon Aur next article me Milte hain “ स्वस्थ रहे – समृद्ध रहे ”.
Hamse judne ke liye Aap hamre news-latter ko join kar sakte hain. Jisse ki hum aapko Email se naye article bhejte rahenge. Aapko hamre article kaise lagte hain hame zaroor bataye aur article ko padhne ke baad share zaroor kare. Kyo ki isse kisi ki help ho sakti hai. Aur aap jante hai hain “ मदद करना एक अदभुद अहसास है ”. To is eke sath main chalta hoon Aur next article me Milte hain “ स्वस्थ रहे – समृद्ध रहे ”.
This post have 0 comments
EmoticonEmoticon